A collection of articles, online books, speeches, and commentary on the Qur'an.

On 1:51:00 PM by shayarkishayari in    No comments

Mazar Par Hazri Ka Tarikha:

Buzurgon ki zahiri jindagi me bhi kadmo ki taraf se yani chehre ke samne se hajir hona chahiye,piche se ane ki surath me unhe mud kar dekhne ki zahamath hoti hai.lihaza buzurgane din ke mazarath par bhi paynti(yani kadmon)ki taraf se hazir ho kar fir khible ko pit aur sahibe mazar ke chehre ki taraf rukh kar ke kam Aaz kam char hath(yani takriban do gaz) dur khada ho aur iss tarha salam arz karen:

Ya Rasoollullah


Assalamu Alaika Ya Sayyidi Va Rahamath ullahi O Barkatahu.

Ek bar Sura E Fateha aur 11 Bar Sura E Ikhlas(Avval Akhir ek ya tin bar darood Sharif) pad kar hath utha kar Sahibe mazar ka naam le kar bhi yisale savab karen aur DUA mangen."Aahsanul ViAaAa" me hai:vali ke mazar ke pas dua khabul hoti hai.
(Makhuz Aaj Aahsanul ViAaAa,saf.140)