On 5:37:00 PM by shayarkishayari in Lecture No comments
Jaan'na chahiye ki apne rishtedaron ke ilava musalman hone ki haisiyat se har musalman ke dusre musalman par bhi kuch hukhuk hain.har musalman ke liye zaruri hai ki in ko Aada kare.in hukhuk me se chand ye hain.
1.Mulakhat ke vakht har musalman apne musalman bhaiyon ko salam kare aur mard mard se aur aurat aurat se musafa kare to ye bahut hi achcha aur behtarin amal hai.
Magar iss ka dhain rahe ki kafiron,mushrikon aur murtadon,isi tarha juva khelne aur sharab pine aur iss khism ke gunahon me mashgul rahne valon ko dekhe to hargiz hargiz in logon ko salam na kare.kuin ki kisi ko salam karna ye us ki tazim hai aur hadis sharif me hai ki jab koi musalman kisi fasikh ki tazim karta hai to ghaz be ilahi se arsh kamp jata hai.
2.Musalmano ke salam ka javab de.yad rakho ki salam karna sunnat hai aur salam ka javab dena vajib hai.
3.Musalman chink kar "ALHAMDU LILLAH" kahe to "YARHAKUMULLAH" kah kar us ka javab de.
4.Koi musalman bimar ho jaye to uss ki bimar pursi kare.
5.Apni takhat bhar har musalman ki khair khwahi aur uss ki madad kare.
6.Musalmano ki namazen janaza aur un ke dafan me sharik ho.
7.Har musalman ka musalman hone ki haisiyat se yejaz va ikram karen.
8.koi musalman davat de to uss ki davat ko khabul kare.
9.Musalman ke yebon ki parda poshi kare aur un ko ikhlas ke saat in yebon se baz rahne ki nasihat karen.
10.Agar kisi baat me kisi musalman se ranjish ho jaye to tin din se zaida iss se salam va kalam band na rakhe.
11.Musalmano me jhagda ho jaye to sulha kara de.
12.Kisi musalman ko jani ya mali nuksan na pahunchaye na kisi musalman ki Abru rezi kare.
13.Musalmano ko achchi baton ka hukm deta rahe aur buri baton se mana karta rahe.
14.Har musalman ka tohfa khabul kare aur khud bhi uss ko kuch tohfe me diya kare.
15.Apne se badon ka adabo yehtiram,aur choton par raham va shafkat karta rahe.
16.Musalmano ki jayiz sifarisho ko khubul kare.
17.Jo baat apne liye pasand kare vohi har musalman ke liye pasand kare.
18.Masjidon ya majlison me kisi musalman ko utha kar uss ki jagah na baite.
19.Rasta bhule huon ko sidha rasta bataye.
20.Kisi musalman ko logon ke samne zalilo rusva na kare.
21.Kisi musalman ki ghibat na kare.na uss par bohtan lagaye.

AAM MUSALMANO KE HUKHUK
2015-01-29T17:37:00+05:30
shayarkishayari
Lecture|
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Search
Deal of The Day
Popular Posts
Categories
Sample Text
Subscribe via Email
Powered by Blogger.
Featured Posts
Ek Tariqhi Munazara