On 1:56:00 PM by shayarkishayari in Lecture No comments
Aurat jab sahibe avlad aur bachchon ki maa ban jaye to iss par mazid zimmedariyon ka bhoj bad jata hai kuin ki shohar aur validain vaghaira ke hukhuk ke ilava bachchon ke hukhuk bhi aurat ke sar par suvar ho jate hain jin ko Aada karna har maa ka farze mansabi hai.Jo maa apne bachchon ka haq Aada na karegi yakhinan vo shariyat ke nazdik bahut badi gunahgar,aur samaj ke nazron me zalilo khwar taharegi.
2.Agar maa ke dood me koi kharabi na ho to maa apna dood apne bachchon ko pilaye ki dood ka bachchon par bada asar padta hai.
3.Bachchon ki safayi suthrayi.in ki tandurusti va salamati ka khas tor par dhain rakhe.
4.Bachcho ko har khism ke ranjo gham aur taklifon se bachati rahe.
5.Be zaban bachche apni zaruriyat baata nahi sakte.iss liye maa ka farz hai ki bachchon ke isharat ko samaj kar un ki zaruriyat ko puri karti rahe.
6.Baz maayen chilla kar ya billi ki boli bol kar ya sipahi ka naam le kar,ya koi dhamake kar ke chote bachchon ko daraya karti hai.ye bahut hi buri baten hain.bar bar yesa karne se bachchon ka dil kamzor ho jata hai aur vo bade hone ke baad darpok ho jaya karte hain.
7.Bachche jab kuch bolne lage to maa ko chahiye ki unhen bar bar allah azzawajal va rasool Sallallahu Alaihi O Sallam ka naam sunaye. un ke samne bar bar kalima pade.yahan tak ki vo kalima padna sikh jayen.
8.Jab bachche bachchiyan talim ke kabil ho jayen to sab se pahale un ko quran sharif aur diniyat ki talim dilayen.
9.Bachchon ko islami adab va akhlak aur deen O mazhab ki baten sikhayen.
10.Achchi baton ki raghabat dilayen aur buri baton se nafrat dilayen.
11.Talimo tarbiyat par khas tor par tavajjeh karen tarbiyat ka dhain rakhen.kuin ki bachche sada varakh ke manind hote hain.sada kagaz par jo naksho nigar banaya jayen vo ban jate hain aur bachchon bachchiyon ka sab se pahala madrasa maa ki god hai.iss liye maa ki talimon tarbiyat ka bachchon par bahut gahara asar padta hai.lihaza har maa ka farz mansabi hai ki bachchon ko islami tahazib va tamaddun ke sanche me dal kar un ki behtarin tarbiyat kare.agar maa apne iss haq ko na ada karegi to gunahgar hogi.
12.Jab bachcha ya bachchi saat baras ke ho jayen to un ko taharat aur wazu va gusul ka tarikha sikhayen aur namaz ki talim de kar un ko namazi banayen aur paki va napaki aur halal va haram aur farz va sunnat vaghaira ke masayil un ko batayen.
13.Kharab ladkon aur ladkiyon ki sohabat,un ke saat khelne se bachchon ko roke aur khel tamashon ke dekhne se,naach gane,sinema thiyetar vaghaira laghaviyat se bachchon aur bachchiyon ko khas tor par bachayen.
14.Har maa-baap ka farz hai ki bachchon aur bachchiyon ko har bure kam se bachaya aur un ko achche kamo ki raghbat dilaye taki bachche aur bachchiyan islami adab va akhlak ke paband aur imandari va dindari ke johar se arasta ho jayen aur sahih mano me musalman ban kar islami zindagi basar kare.
15.Ye bhi bachcho ka haq hai ki un ki paidayish ke sathven din maa-baap un ka sar munda kar balon ke vazan ke barabar chandi khairat karen aur bachce ka koi achcha naam rakhen.khabardar khabardar hargiz hargiz bachchon bachchiyon ka koi bura naam na rakhen.
16.Jab bachcha paida ho to foran hi uss ke dayen kaan me azan aur bayen kan me ikhamat paden taki bachcha shaitan ke khalal se mahfuz rahe aur chuhara vaghaira koi mitti chiz chaba kar us ke muh me dal den taki bachcha shirin zaban aur ba akhlak ho.
17.Naya meva,naya fal pahale bachchon ko khilayen fir khud khayen ki bachche bhi taza fal hai.naya fal ko naya fal dena achcha hai.
18.Chand bachche bachchiyon ho to jo chizen den sab ko yaksan aur barabar den.hargiz kami beshi na karen.varna bachchon ki haq talfi hogi.bachchiyon ko har chiz bachchon ke barabar hi den.balki bachchiyon ki diljoyi va dildari ka khas tor par khayal rakhen.kuinki bachchiyon ka dil bahut nazuk hota hai.
19.Ladkiyon ko libas aur zevar se arasta aur banav singhar ke saat rakhen taki log raghabat ke saat nikah ka paigham den.han iss ka khayal rakhen ki vo zevarat pahan kar bahar na nikalen ki choron dakuon se jan ka khatra hai.bachchiyon ko bala khano par na rahne den ki iss me be hayayi ka khatra hai.
20.Hattal imkan barah baras ki umr me bachchiyon ki shadi kar den magar khabardar hargiz hargiz kisi bad deen ya bad mazhab maslan rafazi,kharji,ghair mukallid vaghaira ke yahan ladkon ya ladkiyon ki shadi na karen varna avlad ki bahut badi haq talfi hogi aur maa-baap ke saron par bahut bade gunah ka bhoj hoga aur vo azabe jahannam ke haqdar hongen.isi tarha fasikhon,fajiron,sharabiyon,badkaron,haram ki kamayi khane valon,sud khoron aur na jayiz kaam dhanda karne balon ke yahan bhi ladkon aur ladkiyon ki shadiyan na karen aur rishta talash karne me saab se pahle aur saab se zaida mazhabe ahale sunnat aur deen dar hone ka khas tor par dhain rakhen.
BACHCHON KE HUKHUK
1.Har maa par lazim hai ki apne bachchon se pyar va mohabbat kare aur har muamle me un ke saat mushafikhana bartav kare aur un ki diljoyi va dil bastagi me lagi rahe un ki parvarish aur tarviyat me puri puri koshish kare.2.Agar maa ke dood me koi kharabi na ho to maa apna dood apne bachchon ko pilaye ki dood ka bachchon par bada asar padta hai.

AURAT MAA BAN JANE KE BAAD
2015-01-25T13:56:00+05:30
shayarkishayari
Lecture|
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
Search
Deal of The Day
Popular Posts
Categories
Sample Text
Subscribe via Email
Powered by Blogger.
Featured Posts
Ek Tariqhi Munazara